“Learn From Home Acting Technique”
“Learn from home Acting” ek Aise technique hai jisko seekhne ke bad aapko kisi teacher ki jarurat nahin padati hai aur yah kisi institute mein nahin sikhaya jata hai yah sirf aur sirf “FilmiGuruji Hindi Acting School” mein hi sikhane Ko milta hai kyunki iski strategy khud Mr. Radhe Ajeet Chaudhary Ji ne design Kiya hai. Aur 72 months ka jo theater ka experience hai vah sab kuchh include karke hi ish course ko unhone banaya hai jisse ek Actor ko is course ko complete karne ke bad kisi aur institute ko joine karne ki jarurat lagbhag na ke barabar hoti hai.
“Improvisation Mastery”
Improvisation Mastery: Yah technique sirf aur sirf “FilmiGuruji Hindi Acting School” mein hi padhaayaa jata hai kyunki technique ka Nijad swayam Hamare Mentor ne kiya hai . Achcha Jara sochiye ki aap itne kabil ban jaaye ki aapse kuchh bhi likhane ko kaha jaaye aur ek ghanta aapko de diya jaaye to aap likh kar de saken koi bhi dialog turant badalne ke liye bola jaaye aur aap kuchh minut mein hi use dialog ko shandar tarike se badalne mein saksham rahe to fir aapke zahan ka kya kahana fir chahe Camera Acting Ho chahe Theater Acting Ho ya shooting ke set per turant hi kuchh seen mein badlav karne ki baat Ho aap usko badalne mein kabiliyat rakhte ho tatha sincerity ke sath chijon ko karne mein saksham Ho jaaye, Sikh jaaye to fir Acting line mein kuchh bachta hi nahin hai to agar aap film industry mein apna carrier banana chahte Hain to please mujhe kam se kam 1 sal jarur den jisse main aapko zero se lekar hundred Tak ke score Tak aapko monitor kar paaun, sikha paaun aur aap Sikh kar Jab yahan se jaenge to Mera believe kariye ki Aap Jo bhi karenge Apne Jivan mein Kamal karenge.